Thursday 1 January 2015

Naazuk mizaaj hai meri jaan

Naazuk mizaaj hai meri jaan es qadar
Pehni jo payal paaon mein to chan chan se dar gayi


Dil churata hai

Dil churata hai wo kambakhat bina aahat k
Mahi
Haath mein aisi safayi hai k"SUBHAN ALLAH"

Na ishq ba adab raha na husan ba haya raha

Na ishq ba adab raha , Na husan ba haya raha

Hawas ki dhoom daam hai ,nagar nagar, gali gali

Qismat ki lakeerein

Chor diya aitebaar karna , kismat ki lakeeron pay
Jo dil mein bas jaye , wo lakeeron mein nahi hota!!


Wo to wafa nibha rahay hein kabhi idhar kabhi udhar

Unhein bewafa jo boloon to toheen hai wafa ki!!!
Wo to wafa nibha rahay hein kabhi idhar, kabhi udhar


Ye sahil pay bikhartey howe phool
ALLAH khair karay
Najanay kis ki muhabbat doob gayi


Tu he to jaan hai meri

Tu jo kuch bhi maang ley har cheez qurban hai meri
Mahi
Bas ik jaan na mangna kyun k tu he to jaan hai meri


Aaj muhabbat mein sir katanay ko tayyar betha hai

Wo shakhs jo kisi jung mein haara nahi
Mahi
Aaj muhabbat mein sir katanay ko tayyar betha hai


Phoolon ki tarah

Hum bhi pholon ki tarah he rehte hein 
Dost
Kabhi khud se toot jatay hein kabhi koi tor jata hai


Meri tammana to na thi

Meri tamanna to na thi tere bagher rehne ki
Mahi
Magar majboor ko majboor ki majburiyan maar deti hein


Hum marte hein tum pay

Suno larki!!!!
Hum marte hein tum pay
Wo qabool qabool qabool wala rishta jorein


Koi toot sa jata hai tera lehja badalnay se

Bay khabar , bay waja , bay rukhi na kiya kar
Koi toot sa jata hai tera lehja badalnay se!!


Ik ghar bana liya

Tanhaiyon k shehar mein ik ghar bana liya
Ruswaiyo ko apna muqaddar bana liya
Daikha hai yahan pathar ko poojtay hein log
Bus is liye apnay dil ko patha bana liya


Haseen chehrey

Najanay kyun kostey hein log badsoorti ko
Barbaad karnay waley to haseen chehrey hotay hein!!!


Aag lag jaye un Mujbooriyon ko Mahi

Aag lag jaye un majburiyoon ko
 mahi!!
Jin ki waja se hum door ho gaye


Haya

Wo jin k rukhsaar par hamaray honton k nishaan hein
Ab unhein bhi hum se milney mein haya aati hai


Kisi apnay ka yun badal jaana

Tabdeeli jab aati hai mosam ki aadaon mein
Kisi apnay ka yun badal jana buhat yaad aata hai


Meri dastaan e muhabbat

Kuch khaas nahi bus itni si hai 
Meri dastaan e muhabbat
k
Har raat ka aakhri khayal
Aur har subah ki pehli soch ho tum


Dil k bazaar mein dolat nahi dekhi jaati

Dil k bazaar mein dolat nahi dekhi jaati
Pyar ho jaye to soorat nai dekhi jaati
Aik he insaan par luta do sab kuch kyun k
Pasand ho cheez to phir keemat nahi dekhi jaati!


Tum bin nahi jeena nahi jeena

Issey tum zid samjho ya samjho meri hat ' dharmi
Mujhe tum bin nahi jeena nahi jeena nahi jeena!!


Dard e dil

Bus aik baar dard e dil khatam kar do 
Sahib
Wada karta hun phir kabhi muhabbat nahi karein gein

Ishq to hai tum sey

Kyun itni by rukhi se paish aatay ho tum
Sahib
haq na sahie ishq to hai tum sey



Ishq ko b ishq ho

Ishq ko bhi ishq ho to phir mein daikhun ishq ko
Kaisay tarpay kaisay roye ishq apne ishq mein!!!!

Ek taqdeer k siwa

Aaj meine talaash kiya tumhein apne aap mein
Tum mujhe har jagah miley , ek taqdeer k siwa!

Umer

Khuwab , khayal , haqeeqat , Yaqeen , gham aur tanhaiyan
Zara si umer hai meri , kis kis k sath guzarun

Baras

Hum ko ghalib ne ye dua di thi
Tum salamat raho hazar baras
Ye baras to faqat dino mei guzar gaya

Tum bin jeena nahi chahtey

Aisa nahi hai k tum bin jee nahi skatay
Aisa hai k tum bin jeena nahi chahtey

Apni hadd mein raho

Tum na,
Apni hadd mein raho!
Be hadd yaad aatay ho!

There is another sky

There is another sky,
Ever serene and fair,
And there is another sunshine,
Though it be darkness there,
Never mind faded forests, Austin,
Never mind silent fields
Here is a little forest,
Whose leaf is ever green,
Here is a brighter garden,
Where not a frost has been,
In its unfading flowers,
I hear the bright bee hum,
Prithee, my brother,
Into my garden come!

A Dream Within A Dream

Take this kiss upon the brow!
And, in parting from you now,
Thus much let me avow
You are not wrong, who deem
That my days have been a dream,
Yet if hope has flown away
In a night, or in a day,
In a vision, Or in none,
Is it therefore the less gone?
All that we see or seem
Is but a dream within a dream.

I stand amid the roar
Of a surf-tormented shore,
And i hold within my hand
Granis of the golden sand
How few! Yet how they creep
Through my fingers to the deep,
While i weep-while i weep!
O God! can i not grasp
Them with a tighter clasp?
O God! can i not save
One from the pitiless wave?
Is all that we see or seem
But a dream within a dream?

New Year's Eve

There are only two things now,
The great black night scooped out
And this fireglow.

This fireglow. the core,
And we the two ripw pips
That ae held in store.

Listen, the darkness rings
As it circulates round our fire,
Take off your things.

Your shoulders, Your bruised throat!
You breasts, Your nakedness!
This fiery coat!

As the darkness flickers and dips,
As the firelight falls and leaps
From your feet to your lips!

The Road Not Taken

Two roads diveged in a yellow wood,
And sorry i could not travel both
And be one traveler, long i stood
And looked down one as far as i could
To where it bent in the undergrowth
Then took the other, as just as fair,
And having perhaps the better claim,
Because it was grassy and the wanted wear

Though as for that the passing there
Had worn them really about the same,
And both that morning equally lay
In leaves no step had trodden black.
Oh, i kept the first for another day!
Yet knowing how many leads on the way,
I doubted if i should ever come back.
I shall be telling this with a sigh!
Somewhere ages and ages hence
Two roads diverged in a wood, and 
I took the one less traveled by,
And that has made all the difference.

If You Forget Me

I want you to know
One thing

You know how this is:
If i look
At the crystal moon, at the red branch
Of the slow autumn at my window,
If i touch
Near the fire
The impalpable ash
Or the wrinkled body of the log,
Everything carries me to you,
As if everything that exists,
Aromas, light, metals,
Were the boats
That sail
Toward those isles of yours that wait for me.

Well. now,
If little by little you stop loving me
I shall stop loving you little by little

If suddenly
You forget me
Do not look for me,
For i shall already have forgotten you.

If you think it long and mad,
The wind of banners
That passes through my life,
And you decide
To leave me at the shore
Of the heart where i have roots,
Remember,
That on that day,
At that hour,
I shall lift my arms,
And my roots will set off
To seek another land.

But
If each day,
Each hour,
You feel that you are destined for me
With implacable sweetness,
If each day a flower
Climbs up to your lips to seek me,
Ah my love, Ah my own,
In me all that fire is repeated,
In me nothing is extinguished or forgotten,
My love feeds on your love, beloved,
And as long as you live it will be in your arms
Without leaving mine.